Shivsena ke Hindutawa par sawal uthane wale yeh Ghanta dhari kaha se aye Uddhav Thackeray
Aaj BEST bus ke Chalo National Common Mobility Card (NCMC) launch ke mouqe par CM Uddhav Balasaheb Thackeray ne Shivsena ko Hindutava sikhane wale logon ko moonh thod jawab diya
Press link for Video
CM Uddhav Balasaheb Thackeray ne kaha Hindutwa ka meaning Dhoti hai kiya Pehna aur utar diya
Jo Mujhe Hindutawa Sikha rahe hain woh logon ne Hinduwon ke liye kiya kiya hai
Yeh kahan se aaye hain Ghanta Dhari Hindutwadi wale Humara Hindutwa Hanuman ke gada jaisa gada dari Hindutawa hai
Hanuman Chalisa Padhne ki tumahre ghar me agar tameez aur tehzib nahi hai toh humare ghar me padho lekin ghar me aane ka tafika hona chaiye dadagiri karke aaoge toh Dadagiri kaise nikalne ka yeh shivsena parmukh Bala Saheb Thackeray ne hume bataya hai
Jald hi ek sabha lekar sabko qarara jawab diya jayega kaha CM Uddhav Thackeray ne
Shivsena ke Hindutawa par sawal uthane walon par CM Uddhav Thackeray ka karara jawab Video dekhiye