Shivsena kiski ? Election Commission ne Uddhav Thackeray Camp ka 2.5 Lakh Affidavits reject kiya
Shivsena ke 2 Groups banne ke baad Uddhav Thackeray aur Eknath Shinde ke beech party ke naam ko aur Symbol ko lekar Election Commission ke pass mamla darj hai
Ek Minute mai Puri Khabar ke liye Gallinews Short Video Press Link
Filhal Election Commission ne party ka naam Shivsena aur Symbol Teer Kaman freeze karte hue dono hi logon ko hi use karne se mana kiya hai
Uddhav Thakeray Camp ne Election Commission ko Truck Bhar ke apne party workers ke affidavits (Halfnama) bheja tha jisme 2 lakh 50 hazar affidavits Election commission ne reject kardiya
Mili jankari ke mutabiq Uddhav Thackeray Group ne 11 Lakh affidavits Election commission ko submit kiye they jisme se 2 lakh 50 hazar affidavits Wrong formats me bane hue they iss liye Election commission ne reject kardiya
Election Commission ke proper prescribed format par affidavits banana tha dono hi Groups ke logon ko proper prescribed format par Affidavits nahi banane par Election Commission ne Affidavits reject kiya
Gallinews.com
–
–
Website : https://gallinews.com/
Facebook : https://www.facebook.com/Gallinews-112562136960515/
Twitter : https://twitter.com/gallinews
Instagram : https://www.instagram.com/gallinews_com/
Youtube :https://www.youtube.com/c/GallinewsIndia