SP Leader MP Azam khan ki tabiyat nazuk Covid positive hone ke baad Lucknow ke Medanta hospital main chal raha hai illaj at UP
Uttar Pardesh ke Rampur se Samajwadi Party ke MP Azam khan ko sunday ki raat lucknow ke Medanta hospital main admit kiya gaya filhal woh ICU main hain aur unki halat chintajanak batayi jarahi hai
Uttar Pardesh ki Sitapur Jail main land grabbing encroachment matter main saza kaat rahe hain Samajwadi Party ke Leader Azam Khan unki wife aur bete
Last week Azam khan (72yrs) aur unke bete Abdullah Khan (30yrs) ka Covid19 test positive aaya tha jiske baad tabiyat bigadne par unko Lucknow ke medanta hospital main shift kiaya gaya
Bete Abdullah khan ki tabiyat theek batayi ja rahi hai