Iss saal bhi Western Railway ne Ganeshotsav ke aakhri Din 17 September ko Ganpati Visarjan wali raat Mumbaikars ke liye Churchgate aur Virar ke beech extra Local Trains chalane ka ailan kiya hai
Western Railway ne bataya ke Churchgate se 4 specilf Train Virar ke liye aur Virar se 4 special train Churchgate ke liye chalyi jayegi
Churchgate se 17/18 sep ki raat 1.15, 1.55, 2.25 aur 3.20 baje Virar ke liye chalayi jayegi Special train
Virar se 17/18 sep ki raat 12.15 baje, 12.45, 1.40 aur 3 baje Churchgate ke liye chalayi jayegi Special train