All NewsBreaking NewsMumbaiPolitical Galli
NCP Ajit Pawar Gut Ke Former MLA Dipak Salunkhe Patil Ne Shivsena UBT Party Join Ki

NCP Ajit Pawar Gut Ke Former MLA Dipak Salunkhe Patil Ne Shivsena UBT Party Join Ki
Maharashtra Assembly Elections Ki Announcement Ke Baad Party Badalne Ka Silsila Tezi Se Shuru Ho Gaya Hai.
View this post on Instagram
Aaj NCP Ajit Pawar Faction Ke Solapur, Sangola Se Former MLA Dipak Salunkhe Patil Ne Shivsena UBT Party Join Karliya.
Shiv Bandhan Bandh Kar Dipak Salunkhe Patil Ne Uddhav Thackeray Ke Hath Se Party Me Pravesh Kiya.
Is Mauqe Par MP Sanjay Raut, Ambadas Danve, Aur Anya Leaders Aur Karyakarta Bhi Maujood Rahe.



