All NewsBreaking NewsMumbai

Tandoori Dish Ab Bina Koyla Tandoor Ke Khani Hogi, BMC Ne Restaurants Aur Dhabas Ko Notice Dena Shuru Kiya

Tandoori Dish Ab Bina Koyla Tandoor Ke Khani Hogi, BMC Ne Restaurants Aur Dhabas Ko Notice Dena Shuru Kiya

 

View this post on Instagram

 

Advertisement

A post shared by Gallinews India (@gallinews_com)

Mumbai Ke Restaurants Aur Dhabas Mein Ab Koyle Se Bane Tandoori Dish Khane Ke Liye Use Kiye Jaane Wale Tandoor Par BMC Ne Pabandi Lagana Shuru Kar Diya Hai Aur Sabhi Restaurants Aur Dhabas Ko Notice Issue Karna Shuru Kar Diya Hai.

Advertisement

BMC Ne Issue Kiye Notice Mein Sabhi Restaurants Aur Dhabas Ko Kaha Gaya Hai Ke Koyle Ke Tandoor Ko Ab Electric Ke Tandoor Ka Sitemal Kiya Jaye Aur Iske Badlao Ke Liye BMC Ne Sabhi Restaurants Aur Dhabas Ko 8 July Tak Ki Mohlat Di Hai.

8 July Ke Baad Koyla Ka Tandoor Ya Sigdi Use Karne Walon Par Sakht Karwai Ki Jayegi Jisme Fines Vasool Ja Sakte Hai Aur Licenses Bhi Cancel Ho Sakte Hai.

Iss Se Pehle BMC Ne Bakery Walon Ko Koyla Aur Lakdi Ki Bhatti Bandh Kar Electric Bhatti Use Karne Ki Notice Di Hai.

TandooriDish, BMC, Restaurants, Dhabas, ElectricTandoor, KoylaTandoor, MumbaiRules, Sustainability, FoodSafety, MumbaiRestaurants, FoodRegulation, NoticeIssued

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker