Tazkiya Jewellers Ne Kiya Apna Wada Pura, 10 Lucky Winners Ke Chehre Par Khili Muskaan!
Ramzan Lucky Draw ka excitement ab bana double celebration! Tazkiya Jewellers ne apne 10 lucky winners ko shandaar prizes handover kar apna wada pura kiya. 🎁
Dekhiye kaun-kaun bana lucky winner aur kya jeeta?
Mohd. Firoz – 2 Wheeler
Ansari Seher – Smart Phone
Zaintoon Shaikh – Air Conditioner
Shirin Khan – Refrigerator
Umme Habiba – Laptop
Mrs. Nazma Shaikh – Washing Machine
Arshi Rabiya – Oven
Dr. Abdul Hannan – Air Fryer
Samrin Qureshi – Gas Stove
Saba – Mixer Grinder
10 winners, 10 shandaar gifts aur dher saari khushiyan! Tazkiya Jewellers ne customers ke pyaar aur bharose ko gifts ke saath celebrate kiya.