Traffic advisory issue kiya Mumbai Traffic Police ne Ganesh Chaturthi ke mauqe par
Aaj se shuru hue 10 Days Ganesh Utsav ke mauqe par Mumbai Traffic Police ne Traffic Advisory issue kiya hai aur bataya ke 19 Sep to 29 Sep tak Mumbai me kaisa hoga Traffic Arrengements
View this post on Instagram
Contents
Traffic advisory issue kiya Mumbai Traffic Police ne Ganesh Chaturthi ke mauqe parAaj se shuru hue 10 Days Ganesh Utsav ke mauqe par Mumbai Traffic Police ne Traffic Advisory issue kiya hai aur bataya ke 19 Sep to 29 Sep tak Mumbai me kaisa hoga Traffic Arrengements1. South Mumbai Areas me 19 to 29 September tak din me Heavy Vehicle aana jaana bandh, Sirf raat 12 se subha 7 baje tak allowed sath hi 21, 24, 26 aur 29 September ko poori tarah bandh2. South Mumbai ke alawa Poori Mumbai me 20, 23, 25 september ko11 baje se dusre din 1 baje tak Heavy Vehicle poori tarah bandh aur 28 Sep ko 10 baje se dusre din 6 baje tak Heavy Vehicle poori tarah bandhSath hi 19 se 29 Sep ke dauran Mumbai me subha 8 se 11 aur shaam ko 5 se 9 Heavy Vehicle chalana not allowedEssentials iteams jaise Bhajipala, Milk, Water, Bakery , Public Transport, Medical aur sarakari, School ki gaadiyon ko allow kiya jayegaMumbai Traffic Police ne bataya ke inn dino Sabhi Heavy Vehicles ko unke apne parking areas me hi ya Pay and Park areas me hi park karna hoga On Street Parking Strictly not Allowed