Saturday, November 21, 2026

BREAKING

All NewsBreaking NewsMumbai

Tree Branch Girne Se Ek Senior Citizen Mahila Ki Death 2 Injured Jisme Ek 3 Saal Ki Bacchi Bhi Shamil Hai At Malad

Tree Branch Girne Se Ek Senior Citizen Mahila Ki Death 2 Injured Jisme Ek 3 Saal Ki Bacchi Bhi Shamil Hai At Malad

Aaj shaam 4.30 baje ke qareeb Malad Daftary Road Kasam Baug area me ek compound me bade se jhaad ki branch (Tehni) girne se senior citizen Mahila ki death 2 injured jisme ek 3 saal ki bacchi bhi shamil hai

GALLINEWS SHORTS PRESS LINK 

 

View this post on Instagram

 

A post shared by Galli News India | Mumbai News (@gallinews_com)

 

Mritak ka naam Shindabai Ahire bataya jaa raha hai jinki age 70yrs thi aur injured logon ke naam 46yrs old Rekhabai Sonawane aur 3yrs old Rudra Sonawane bataya jaa raha hai

Injured logon ko private hospital lejaay gaya jahan unki condition stable batayi jaa rahi hai

Mili jankari ke mutabiq Jamun ka jhaad thi jiski ek badi si branch girgayi

Related Posts

1 of 19,723