Voter ID ko Aadhaar Card Se Link Karne Ki Last Date 21 March 2024 Tak Kiya Bharat Sarkar Ne
Bharat sarkar ne logon ko Voter ID card ko Aadhaar card se link karne kaha tha jiski last date 1 April 2023 thi jise ab 1 saal ke liye badha diya gaya hai aur aakhri date 31 March 2024 kar diya
gaya hai
GALLINEWS SHORTS PRESS LINK
View this post on Instagram
Halanki bharat sarkar ka kehna hai ke Voter ID card ko Aadhaar card se link karna voluntary hai mandatory nahi hai
Iske sath hi Aadhar Card ko Pan card e link karne ki aakhri date kuch hi din baad 31st March 2023 hai
Bahut si party ke Political leaders ne Aadhar Card ko Pan card e link karne ki aakhri date ko bhi extend karme ki appeal kiya hai lekin abhi koi official announcement nahi kiya gaya