Zameen Phati Car Ghusi at Dwarka Sector 18 Delhi No Injurey reported
Delhi main horahi baarish ke chalte Monday ke din Dwarkha sector 18 main RTO police constable ki gaadi Road dhansne se zameen main sama gayi
Press link for Video
Car ko Crane ki madad se nikala gaya iss haadse main koi injury nahi hui
Delhi patel nagar circle main Traffic ki duty par tainat RTO constable Ashwini gaadi se nikalne main kaamyab hue
Last Month aisa hi haadsa Mumbai ke Gjatkopar area main hua tha jahan Kunwan (Well) main bharni karke Parking banadiye they
???? ???? ???? ????
Related