All NewsBreaking NewsMumbai

1 January 2025 se paida hone wale bchche kehlayenge generation Beta , Naya Daur shuru

1 January 2025 se paida hone wale bchche kehlayenge generation Beta , Naya Daur shuru

Hum Aap sab naye saal me enter hochuke hain, iss naye saal se yaani ke 1 January 2025 se paida hone wale bachchon ko generation Beta kaha jayega

Aap ne ab tak Generation Alpha aur Generation Zen ke baare me auna hoga naye saal me paida hone wale bachche Generation Beta kehlayenge jo aane wali nayi Advance technology me mahir hosakenge

Duniya Bhar me 1981 se 1996 tak paida hue log Millennials kehlaye, 1996 se 2010 tak paida hue log Generation Z (Zen) kehlaye, 2010 se 2024 tak paida hue log Generation Alpha kehlaye aur ab Generation Beta ka daur shuru hochuka hai

generationbeta, newera, 2025begins, futuregenerations, techsavvykids, millennials, genz, genalpha, nextgeneration, advancingtechnology, 2025updates, globalgenerations, newbeginnings

Related Articles

Back to top button

Discover more from Gallinews India

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading