Friday, November 27, 2026

BREAKING

All NewsBreaking NewsFilmy Galli

Amitabh Bachchan Ne Biker Se Lift Liya Photo Post Kiya Bina Helmet Bike Chalane Par Ab Karwai Ki Maang Horahi Hai

Amitabh Bachchan Ne Biker Se Lift Liya Photo Post Kiya Bina Helmet Bike Chalane Par Ab Karwai Ki Maang Horahi Hai

Bollywood ke Shahensha Amitabh Bachchan ne apne Social media par ek biker ki photo post kiya jisme woh khud bike ke peeche baithe hue hain

GALLINEWS SHORTS NEWS PRESS LINK

 

View this post on Instagram

 

A post shared by Galli News India | Mumbai News (@gallinews_com)

Amitabh Bachchan ne photo post karte hue bataya ke kaise ek unkown biker se lift lekar road ki traffic se bachte hue biker me unko sahi Time par work location par pohancha diya tha

Amitabh Bachchan ne uss shaks ka shukriya ada bhi kiya lekin netizens ne Amitabh Bachchan ki iss photo me kami dhoond niklaa

Social media par Logon ne Amitabh Bachchan ki post ki hui iss photo me dikh rahe biker par Police karwai ki mang kiya hai kyonke Biker bina helmet gaadi chalate dikha raha hai

Aapki kiy rai hai iss baat par comments kar ke batayen

Related Posts

1 of 17,249