Barish Ke Dauran Headphones Laga Kar Chalne Wale 17 Saal Ke Ladke Ki Current Se Maut
[ads]
20 August 2025 ko Mumbai ke Bhandup area mein ek dil-dhadak dene wala hadsa hua, jahan 17 saal ka Deepak Ajay Pillai naam ka ladka barish mein headphones lagakar chalte waqt bijli ke khule taar ke contact mein aane se maut ka shikar ho gaya.
View this post on Instagram
Yeh ghatna Panalal Compound ke paas subah 10:30 baje ke aaspaas hui
Local logon ne use awaaz dekar roka, lekin headphones ki wajah se woh sun nahi saka aur turant hi current ke jhatke se uski maut ho gayi










