Cyber Attack ke 10 lakh se zyada mamle aaye saamne India me Pahalgam me hue aatanki hamle ke baad, Pakistan, Middle East se kiya jaaraha hai yeh kaam

Cyber Attack ke 10 lakh se zyada mamle aaye saamne India me Pahalgam me hue aatanki hamle ke baad, Pakistan, Middle East se kiya jaaraha hai yeh kaam
Jammu & Kashmir ke pahalgam me hue aatanki hamle ke baad desh me Organised tarike se Cyber attack ke casses me bahut zyada badhotri dekhne mili hai
View this post on Instagram
Advertisement
Khbaron ke anusar Maharashtra Cyber Chief Yashasvi Yadav ne bataya ke 10 lakh se zyada Cyber attack hue hain jsika source Pakistan, Middle East, Morocco, aur Indonesia bataya jaaraha hai
Bataya jaa raha hai ke zyada tar cyberattack Islamic cyber organisations ke Team Insane PK, Pakistani Advanced Persistent Threat (APT) group ke hain yeh groups Army College of Nursing, Sainik Welfare departments aur multiple Army Public Schools ke websites par kiye gaye hain
Maharashtra Cyber team ne bahut se cyber attack ko rokne me kamyabi hasil kiya hai lekin yeh khatra abhi bhi bana hua hai