Dahisar Check naka traffic se milega Chutkara ? Dahisar to Mira Bhayander 5Km ka bridge banaya jayegaÂ
Mumbai ke entry point Dahisar toll naka par logon ko huge traffic ka saamna karna padta hai Traffic ka jiss se ab shayad logon ko thoda aaram milege kyon ke BMC aur Mira Bhayander Municipal Corporation (MBMC) ne milkar 5Km lamba Bridge banane ka plan kiya haiÂ
Ek Minute mai Puri Khabar ke liye Gallinews Short Video Press LinkÂ
Yeh Bridge Dahisar West ke Kandarpada Metro station se shuru hokar Bhayander (West) ke Uttan road Subhash Chandra Bose Ground tak khatam hogaÂ
5 Km lambe Iss bridge ka 1.5 km road BMC aur 3.5 km road MBMC jurisdiction me hoga yeh Bridge 4 X 4 lane ka hoga yeh bridge ki capacity 75,000 Passenger Car Unit per day hogi jiss se Dahisar check naka par 30-35% load kam hojayegaÂ
Iss bridge ko banane ke liye tendor nikala gaya hai jise khabron ke anusar MMRDA ne 42 Months me banane kaha haiÂ
Â