All NewsBreaking NewsMumbai

Dharavi Ka Video Nahi Hai, Social Media Par Hindu Muslim Batakar Brutally Assaulting Video Fake Message Ke Sath Ghumaya Ja Raha Hai

Dharavi Ka Video Nahi Hai, Social Media Par Hindu Muslim Batakar Brutally Assaulting Video Fake Message Ke Sath Ghumaya Ja Raha Hai

Beete Dino Dharavi Me Hue Haadse Ke Baad Social Media Par Ek Video Ghumne Laga Jisme Ek Shaks Dhaardar Hatyaar Se Beech Road Dusre Shaks Ko Buri Tarah Maar Raha Hai.

 

Advertisement
View this post on Instagram

 

A post shared by Galli News India | Mumbai News (@gallinews_com)

Advertisement

Video Ke Sath Kuch Samaj Ke Dushman Hindu Muslim Ke Galat Message Ke Sath Yeh Video Ghuma Rahe Hain.

Iss Video Ki Sachchai Yeh Hai Video Andhra Pradesh Ke Palnadu District Ke Vinukonda Town Ka Hai, Aur Yeh Haadsa 17 July 2024 Ki Raat 8:30 Baje Ka Hai.

Aur Video Me Dikhne Wale Dono Log Ek Hi Samaj Ke Hain Jisme Jillani Naam Ka Shaks Personal Dushmani Ke Chalte Rashid Naam Ke Shaks Ko Maar Raha Hai.

Afwahon Par Dhyan Na Den, Fake Message Video Forward Na Karen, Logon Ke Behkawe Mein Na Aayen.

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker