All NewsBreaking NewsMumbai

Faizan Ansari Ka Urfi Javed Ko Lekar Bada Daava, Kaha – “Islam Se Nikaal Diya Gaya, Geeta Bhardwaj Naya Naam”

Faizan Ansari Ka Urfi Javed Ko Lekar Bada Daava, Kaha – “Islam Se Nikaal Diya Gaya, Geeta Bhardwaj Naya Naam”

 

 

View this post on Instagram

 

A post shared by Gallinews India (@gallinews_com)

 

Social media par ek nayi controversy khadi ho gayi hai. Influencer Faizan Ansari ne actress aur fashion influencer Urfi Javed ko lekar ek bada daava kiya hai. Faizan ne ek video jaari karke kaha hai ki Urfi Javed ko Islam se nikaal diya gaya hai.

Faizan ka kehna hai ki ab Urfi ka naya naam “Geeta Bhardwaj” hoga.

Faizan Ansari ne apne video mein aarop lagaya ki Urfi Javed ne kai baar Islam aur Quran par bharosa na hone ki baat kahi hai. Unka daava hai ki isi wajah se unhe Muslim community se alag karne ka faisla liya gaya.

Faizan ne yeh bhi kaha ki unhone is baare mein ek Maulana ko likhit letter diya hai. Video mein logon se appeal ki gayi hai ki Urfi ko unke purane naam se na pukara jaye

Related Articles

Back to top button

Discover more from Gallinews India

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading