FasTag mandatory kiya Maharashtra sarkar ne sabhi types ki gaadiyon ke liye, 1 April se rule lagoo hoga
View this post on Instagram
Maharashtra sarkar ne cabinet meeting me faisla lete hue rajya me sabhi tyoes ki gaadiyon par FasTag lagana mandatory kiya jiss se Toll nake par traffic jama na ho aur time kam lage
Bataya jaa raha hai ke National Payments Corporation of India (NPCI) ke develop kiye gaye National Electronic Toll Collection (NETC) programme ka ek hissa hai yeh jisme gaadiyon me lage FasTag ko toll naka par lage cameras scan karleta hai aur digitally toll amount cut jaata hai
Maharashtra sarkar ne sabhi Vehicles owners ko 3 Month ka waqt diya hai, 1 April se yeh rule lagoo hoga
FasTagMandatory, MaharashtraGovernment, TollPlaza, DigitalToll, TrafficManagement, ElectronicToll, VehicleOwners, NETCProgramme, FasTagRule, MaharashtraNews, TollCollection, VehicleSafety, TransportUpdates, DigitalIndia, RoadSafety