Genelia Deshmukh anarkali suit mein bikherti nazar aayiं royal charm, ‘Be Authentic’ caption se jeeta fans ka dil
Actress Genelia Deshmukh aksar apne cute andaaz, saadgi aur behtareen fashion sense se fans ka dil jeet leti hain. Is baar bhi unhone apne Instagram par kuch behad khoobsurat tasveerein share ki hain, jinmein unka royal ethnic look har kisi ka dhyaan apni taraf kheench raha hai.










