Haj Par jaane wale First time Hajiyon ko Rs 25000 each Subsidy ka cheques diya Tamil Nadu Chief Minister M.K. Stalin

Haj Par jaane wale First time Hajiyon ko Rs 25000 each Subsidy ka cheques diya Tamil Nadu Chief Minister M.K. Stalin
View this post on Instagram
Advertisement
Pehle Haj par jaane wale sabhi hajiyon ko Bharat sarkar ki taraf se subsidy di jaati thi jo pichle kayi saal se bandh kardi gayi
Lekin Tamil Nadu rajya sarkar ne iss parampara ko kuch alag tarah se shuru karte hue pehli baar Haj par jaane wlaon ko subsidy de rahe hain
Tamil Nadu Chief Minister M.K. Stalin ne pehli baar haj par jaane wale har ek Hajiyon ko Rs 25000 subsidy amount ka cheuqe hand over kiya
Tamil Nadu rajya sarkar ne iss kaam ke liye total Rs 14.12 crore kharch kiya aur rajya ke 5,650 eligible pilgrims ko subsidy amount diya gaya
HajSubsidy, TamilNaduGovernment, MKStalin, FirstTimeHajis, HajPilgrimage2025, Rs25000Subsidy, HajSupport, MuslimWelfare, TamilNaduNews, HajChequeDistribution, HajPilgrimsAid, IndiaHajUpdate, Haj2025, HajYatra, HajPilgrimsSupport