Jab Tak Maratha Reservation Nahi Milega Tab Tak Andolan Khatam Nahi Hoga Sarkar Se kaha Manoj Jarange Patil Ne
Maratha Arakshan ke liye lakhon Maratha Mumbai ke azad maidan par pohanch chuke hain aur lakhon Maratha apne leader Manoj Jarange Patil ke sath Vashi me hain
Contents
Gallinews Shorts News
Maratha Morcha aaj Mumbai me entry karne wala tha lekin aaj subha hi Maharashtra sarkar ne apna deleget bhejkar aaswasahan diya ke sarkar Maratha ke sath hai aur sabhi mang ko mana jaa raha hai aur isska raasta nikala jaa raha hai
Manoj Jarange Patil ka kehna hai ke sarkar aaj hi ordinance pass kare sath hi kaha ke Jab tak Maratha Reservation nahi milega tab tak Andolan khatam nahi hoga
Sarkar raat bhar me agar koi ailan nahi karti hai toh kal Manoj Jarange Patil ke Mumbai me dakhil hone ki sambhavna jatayi jaa rahi hai