All NewsBreaking News

Jamat E Islami Party se Ban hataya Bangladesh ki nayi sarkar ne, Shaikh Hasina ne lagaya tha Ban

Jamat E Islami Party se Ban hataya Bangladesh ki nayi sarkar ne, Shaikh Hasina ne lagaya tha Ban

 

[ads]

 

View this post on Instagram

 

A post shared by Galli News India | Mumbai News (@gallinews_com)

Bangladesh me Reservation ko lekar students ne jawano ne kiye protest ke chalte Shaikh Hasina ko sarakr ganwani padi aur Bangladesh se bhi bhagna pada tha

Shaikh Hasina ke baad Bangladesh me interim sarkar bani aur iss sarkar ne naye naye faisle liye aur bahut se purane faislon ki badal diya jiss se Shaikh Hasina ki Musibat aur bhi zyada badh gayi hai

Beete kal Wednesday ko Bangaldesh ki nayi sarkar ki Home Ministry ne Jamat E Islami Party aur uske student wing Islami Chhatra Shibir ke sath iss se associated sabhi organizations se Ban hatha diya hai

Drasal Shaikh Hasina ne Bangladesh ki Jamat E Islami Party par Ban lagaya tha jo ab hata diya gaya hai bataya jaa raha hai ke Bangladesh me bada ulatpher hosakta hai

Related Posts

1 of 16,699