Local train services bandh karna hai ya nahi soch rahe hain Vijay Wadettiwar Minister of Social Welfare govt of Maharashtra
Lockdown ke baad aaj bhi common public ke liye limited time frame main chalne wali local train ko covid19 ke badhte hue cases ko dekhte hue bandh karna hai ya nahi iss par charcha horahi hai kaha Minister Vijay Wadettiwar ne
Maharashtra main lage Break The Chain Mini Lockdown ke tehat 30 April tak Local train poori tarah bandh karna hai ya kuch kadak restrictions lagana hai iss baare main Maha Vikas Aghadi sarkar soch rahi hai