All NewsBreaking NewsMumbai

Lonavla me hue haadse ke baad Pune aur Thane ke Tourist Places par pabandi lagayi gayi

Lonavla me hue haadse ke baad Pune aur Thane ke Tourist Places par pabandi lagayi gayi

Pichle sunday Lonavla me Bushi Dam ke pass wale water fall me hue haadse me 5 Logon ki death hogayi tho

 

View this post on Instagram

 

Advertisement

A post shared by Galli News India | Mumbai News (@gallinews_com)

Iss haadse ke baad Pune ke Water Fall, Dam aur river kinare wale Tourist Places aane par pabandi lagayi gayi thi

Advertisement

Monsoon me hone wale haadse se bachne ke liye pune ke baad ab Thane Zilla me bhi sabhi Waterfall, River, Dam ke pass jane par rok lagayi gayi hai

Thane District me Kondeshwar Falls, Bhoj River, Dahivali River, Ambeshiv River, Chanderi Gad, Chandap, Asnoli River, Barvi River, Kamba, Pavshepada, Khadvali river, Titwala river, Ganesh ghat, Siddhagad, Dongar-nahave, Sonale, Harishchandragad, Barvi Dam area, Padale Dam, Malshej Ghat, Naneghat, Gorakhgad

Ganeshpuri river, Bhatsa dam, Mahuli Fort, Paytha, Ashok Falls, Aja Parbat, Sapgaon River Bank, Kalambe River, Kasara Ghat aur Kasara Ghat waterfalls nahi ja sakte log.

Order na manne walon par sakht karwai hogi

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button