All NewsBreaking NewsMumbai

Mumbai me Dengue, Malaria jaise honi wali Monsoon epidemic diseases se ladne ke liye BMC hai tyaar, 3 hazar Bed reserve rakhe gaye

Mumbai me Dengue, Malaria jaise honi wali Monsoon epidemic diseases se ladne ke liye BMC hai tyaar, 3 hazar Bed reserve rakhe gaye

Baarish ke mausam me aksar Dengue, Malaria jaise beemari se aksar log zyada tadade infect hojate hain, iss se nipatne ke liye BMC ne tyaari ki hui hai

Dengue, Malaria jaisi beemari Machchar se hoti hai jiski roktham ke liye
BMC ne public awareness programe shuru kiya hai social media ke zariye

Advertisement

Sath hi batyaa ke BMC ke sabhi hospitals me Dengue, Malaria ki free jaanch ki jaa rahi hai

Iske baad cases badhte hain toh BMC ne Poore shehar ke hospital me 3000 beds Dengue, Malaria se pidit hone wale patient ke liye reserve kar ke rakha hai

Zayda din tak rakhe Khule Jama paani me machchar paida hote hain, Logon ko chaiye ke apne ghar me aur ghar ke aaspass Khula Paani zyada dino tak jama hone na den

Advertisement

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker