MNS ka Raj hosakta hai South Mumbai Loksabha constituency par, Maha Yuti ka naya Game plan
Loksabha Elecrion se pehle Maharashtra me politics ek baar phir naya mode lete hue dikhayi de rahi hai
Contents
Maharashtra me Mahayuti ki sarkar me BJP Shivsena aur NCP ki seat sharing ka formula abhi saane aaya nahi hai uss se pehle hi BJP ne apni 20 Loksabha seat par ummidwar ke naam announce kardiye
Ab aisa mana jaa raha hai ke Mahayuti me MNS ko bhi shmail kiya jaa sakta hai aur 1 ya 2 Loksabha seat MNS ko di jaa sakti hai
Charcha yeh bhi horahi hai ke South Mumbai se Shivsene UBT ke mazboot candidates MP Arvind Sawant ke saamne MNS ke candidates ko ticket di jaa sakti hai
Halanke yeh abhi official announce nahi hua hai lekin aisa bataya jaa raha hai ke 1 ya 2 dino me isska faisla hosakta hai
Khabron ke anusar MNS Supremo Raj Thackeray ne aaj ka apna South Mumbai me hone wala daura cancel kardiya h