Monday, November 9, 2026

BREAKING

Malad East pimpripada 19 minutes ago
All NewsBreaking NewsMumbaiOld Breaking News

Mumbai Mai Sunday 13.6 Degree Celsius Record kiya Gaya, Agle 5 Dino Mai 13 Degree Se Bhi Niche Jaa Sakta Hai

Mumbai Mai Sunday 13.6 Degree Celsius Record kiya Gaya, Agle 5 Dino Mai 13 Degree Se Bhi Niche Jaa Sakta Hai

 

Sunday Ke din Mai Temperature 26.2 degree Record ki gayi wahi raat tak tapmaan 13 .6 degree Santacruz mai Record kiya gaya

GALLINEWS SHORTS NEWS PRESS LINK

Wahi Colaba mai 16.2 degree raat mai aur Din mai 27.2 degree record kiya gaya

Suburbs aur National Park mai 11 degree Celsius Thane Palghar Raigad mai 10 se bhi kam ka taapmaan record kiya gaya

IMD ne 17 January ko Mumbai ka taapmaan 13 se bhi niche girne ki Jaankari di hai

17 ke baad mai Taapmaan mai Badhotri hogi

Related Posts

1 of 22,873