All NewsBreaking NewsMumbai

Mumbai Mausam: October Heat Shuru, Temperature Normal Se Zyada Hua

Mumbai Mausam: October Heat Shuru, Temperature Normal Se Zyada Hua

 

View this post on Instagram

 

Advertisement

A post shared by Galli News India | Mumbai News (@gallinews_com)

Mumbai me baarish ke mausam ke baad ab phir se tez dhoop aur garmi badhne lagi hai. Mausam vibhag ke anusar, October month ke normal se zyada temperature badhne se garmi ka asar dikhayi de raha hai.

Monday ko Mumbai ke Santacruz me 36.5 degrees Celsius ka maximum temperature record kiya gaya, jabki Colaba me 34.5 degrees Celsius tak temperature pahuncha.

Advertisement

Mausam ke jankaron ka kehna hai ki aane wale 1-2 din tak Mumbai me garmi bani rahegi. Lekin iske baad Arab samundra me ek system ban raha hai, jiske asar se 2-3 din baad Mumbai me phir se halki baarish hone ki sambhavna hai.

 

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker