Nitish Kumar Rajya Sabha Ja Sakte Hain, Bihar Ko Mil Sakta Hai Pehla BJP CM
[ads]
Bihar ke Chief Minister Nitish Kumar ko Rajya Sabha bhejne ki taiyari chal rahi hai. Aisa bataya jaa raha hai agar Nitish Rajya Sabha jaate hain, to BJP Bihar me apna pehla Chief Minister bana sakti hai.
Agar Nitish Kumar CM post chhodte hain to: Deputy CM Samrat Choudhary ko CM banaya ja sakta hai. BJP Bihar me pehli baar apna Chief Minister bana sakti hai.
Nitish Kumar ne 10 baar Bihar CM ki shapath li hai. Pichhle 20 saal se zyada waqt se Bihar ki siyasat me sabse bada naam rahe hain. yeh bhi kaha ja raha hai ki Rajya Sabha jaane ke baad unhe koi bada Union Ministry role mil sakta hai.
Related