All NewsBreaking NewsMumbai

Saas Se Jhagda Hone Ke Baad Bahu Ne Apne Hi 1 Saal Ke Bete Ki Jaan Le Liya, Thane Ke Padgha Se Dil Dehla Dene Wala Mamla Saamne Aaya

Saas Se Jhagda Hone Ke Baad Bahu Ne Apne Hi 1 Saal Ke Bete Ki Jaan Le Liya, Thane Ke Padgha Se Dil Dehla Dene Wala Mamla Saamne Aaya

[ads]

Thane Zilla Ke Bhiwandi Taluka Me Padgha Police Station Ki Hadh Me Kasane Gaon Me Rehne Wali Apeksha Bhoi Namak 22 Yrs Old Mahila Ko Police Ne Arrest Kiya Hai Apne Hi 1 Saal Ke Bete Ko Jaan Se Marne Ke Aarop Me

 

View this post on Instagram

 

A post shared by Galli News India | Mumbai News (@gallinews_com)

Bataya Jaa Raha Hai Ke Mahila Ka Apni Saas Ke Sath Argument Hua Aur Phir Jhgada Jiss Se Gussaayi Mahila Ne Apne Bete Ko Water Tank Me Phenk Diya Jiss Se Bachche Ki Death Ho Gayii, Mritak Bachche Ka Naam Parth Bataya Jaa Raha Hai

Khabron Ke Anusar Sandesh Bhoi Ki Shaadi 2022 Me Apeskhsa Se Hui Thi Aur Unhe 1 Bachcha Hua Lekin Bachpan Se Hi Bachche Ko Heart Related Beemari Thi Jiska Illaj Mumbai Ke Wadia Hospital Me Chal Raha Tha

Beemar Bachcha Paida Hua Iss Baat Ko Lekar Saas Bahu Me Nok Jhonk Hote Rehti Thi, Maa Ne Qubool Kiya Ke Issne Hi Apne Bete Ko Maara Hai

 

Related Posts

1 of 19,478