Old Breaking News

Sand Mafia par Thane Collector ki karwai Mumbra me 5 Boat paani me hi jala di gayi

Sand Mafia par Thane Collector ki karwai Mumbra me 5 Boat paani me hi jala di gayi

Sand Mafia par Thane Collector ki karwai Mumbra me 5 Boat paani me hi jala di gayi 

 Thane Mumbra area me Thane Collector ki team ne kadak Sand Mafia par kadak karwai karte hue 5 Boat paani me jala diya 

 Ek Minute mai Puri Khabar ke liye Gallinews Short Video Press Link 
 

Thane Collector Rajesh Narvekar, Additional Collector Ranade Madam, Sub-Divisional Officer Avinash Shinde aur Sub-Divisional Thane office ke officer & Thane Tehsildar Thane ke joint action me illegal sand mafia par ki gayi iss kadak karwai me 5 boat jala diye gaye, 6 Barges paani me hi dooba diye gaye, 8 suction pumps dooba diye gaye, 3 bade aur 25 brass barges zapt kar ke Mumbra Ganesh Ghat par cutting ke liye bhej diya gaya lagnhag 4 Crore 60 hazar ka maal disposed kiya gaya aur kuch zapt kiya gaya 

 Iss karwai ke waqt Thane ke Tahsildar, Yuraj Bangar, Deputy Tehsildar Dinesh Paithankar aur Vasudeo pawar, ke sath Thane ke sabhi Talathi aur officers maoujood they 

Gallinews.com

– 
– 
Website : https://gallinews.com/
Facebook : https://www.facebook.com/Gallinews-112562136960515/
Twitter : https://twitter.com/gallinews
Instagram : https://www.instagram.com/gallinews_com/
Youtube :https://www.youtube.com/c/GallinewsIndia

Related Posts

1 of 5,751