Friday, November 27, 2026

BREAKING

Old Breaking News

ST Workers ne Mumbai CSMT station ko apna dharna pardatshan ka thikana banaya Police ne ki Karwai

ST Workers ne Mumbai CSMT station ko apna dharna pardatshan ka thikana banaya Police ne ki Karwai

ST Workers ne Mumbai CSMT station ko apna dharna pardatshan ka thikana banaya Police ne ki Karwai 

NCP President Sharad Pawar ke ghar par MSRTC workers ke hamle ke baad Mumbai ke Azad Maidan ko seal kar diya gaya tha jiss se ke ST workers wapas azad maidan me dharne par na baith sake 

Ek Minute mai Puri Khabar ke liye Gallinews Short Video Press Link 

 

Azad maidan ko seal karne ke baad ST workers ne Chatrapati Shivaji Maharaj Terminus (CSMT) station ko apna dhana morcha ka thikana banaya aur station me baith gaye

Aaj Subha 5 baje se CSMT station par baithe ST workers ko Railway Police ne karwai karte hue hataya jisska virodh andilankariyon ne karna chaha lekin Railway ke force ke aage kisi ki ek na chali aur unko CSMT station se hatna pada
 

Gallinews.com

– 
– 
Website : https://gallinews.com/
Facebook : https://www.facebook.com/Gallinews-112562136960515/
Twitter : https://twitter.com/gallinews
Instagram : https://www.instagram.com/gallinews_com/
Youtube :https://www.youtube.com/c/GallinewsIndia

Related Posts

1 of 5,768