Tamannaah Bhatia Ko KSDL(Mysore Sandal Soap) Ambassador Banane Par Controversy: Kyun Hai Hungama?

Tamannaah Bhatia Ko KSDL(Mysore Sandal Soap) Ambassador Banane Par Controversy: Kyun Hai Hungama?
View this post on Instagram
Advertisement
Karnataka Soaps and Detergents Limited (KSDL), jo iconic Mysore Sandal Soap banati hai, actress Tamannaah Bhatia ko apna brand ambassador banaya hai, lekin yeh decision ek bade controversy mein badal gaya hai
Tamannaah ko 2 saal ke liye Rs 6.2 crore mein sign kiya gaya hai, jisse pro-Kannada groups aur netizens gusse mein hain
Unka kehna hai ki ek Kannada actress ko yeh role kyun nahi diya gaya, jab Mysore Sandal Soap Karnataka ki cultural identity ka ek hissa hai
KSDL aur Karnataka government ka kehna hai ki Tamannaah ka selection ek strategic move hai
Industries Minister MB Patil ne defend kiya ki Tamannaah ke 28 million social media followers aur pan-India appeal ke wajah se unhe chuna gaya, taaki brand ka reach Karnataka se bahar especially North India aur global markets mei badh sake*
TamannaahBhatia, KSDL, MysoreSandalSoap, KarnatakaNews, BrandAmbassadorControversy, KannadaPride, MBPatil, SouthIndianCinema, TamannaahControversy, CulturalIdentity, BollywoodUpdates, ProKannadaGroups, KarnatakaCulture, KSDLControversy, TamannaahBoycott, KannadaOutrage