All NewsBreaking NewsMumbai

Twitter Users Ko Blue Tick Ke liye Rs 650 Per Month Chukane Honge Sath Me Milenge Aur Bhi Fayde

Twitter Users Ko Blue Tick Ke liye Rs 650 Per Month Chukane Honge Sath Me Milenge Aur Bhi Fayde

Micro networking site Twitter ne announce kiya hai ke aane wale kuch dino me sabhi users ka Blue Tick feature hata diya jayega

GALLINEWS SHORTS PRESS LINK 

Advertisement

 

View this post on Instagram

 

A post shared by Gallinews (@gallinews_com)

Advertisement

Agar kisi ko Blue Tick feature rakhna hai toh ussko Twitter ki policy ke mutabiq payment karna hoga

India me Ra 650 Per month chukane honge logon ko Twitter par Blue Tick feature rakhne ke liye aur saal bhar ki fees sath me bharne par 12% diacount milega jo ke saal la Rs 6,800 hota hai

Twitter Blue subscription lene walon ko thode zyada feature milnge jisme Tweet post, reply ke liye 4 hazar characters diye jayenge

Iske sath hi Tweet ko 30 minute me 5 baar edit karne ki suvidha bhi di jayegi

Aur Blue Tick subcribers 1080p quality wala full HD video upload kar sakega

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker