Lekin Vidya Balan filhal Social media fraudsters se pareshan hain, Vidya Balan ke naam se kisi unknwon person ne fake Instagram account banaya aur logon se Filmy duniya me kaam dilane ke bahane paisa vasoolne ka kaam kar raha hai
Vidya Balan ne iss mamle ko lekar Mumbai Police ki madad liya aur Khar Police station me FIR darj kiya
Khar Police station ne under Section 66 (C) IT Act ke teaht mamla dafj kar iss mamle ki jaanch kar rahi hai
Sign in to your account