Ajmer Sharif Dargah 814th URS ke mauke par Samajwadu Party Mla Abu Asim Azmi ne Aqeedat ki Chadar Pesh ki
[ads]
Rajasthan Ajmer me Khwaja Moinuddin Chishti (RA) – khwaja Garib Nawaz ka 814th Urs mubarak ke mauqe par Samajwadi Party Mla Abu Asim Azmi ne Aqeedat ki chaddar pesh kiya
Social Worker Haji Kamaal Khan aur Unki Team Ajmer sharif maj chadar pesh karenge.
Bmc Election 2026 mai Samajwadi Party ki Zayada se Zayada Nagarsewak chunkar aaye iske liye Dua bhi ki Gai.
Ajmer me Khwaja Garib Nawaz ka Urs shuru hai jahan duniya bhar se sabhi mazhab ke log aaye hue hain aur Aqeedat ki chaddar pesh karte hue duwayen kar rahe hain










