- Home
- Old Breaking News
- Farzi ACB officer bankar logon ko lootne wali gang busted by Malad Police station 2 arrested 1 farar
Farzi ACB officer bankar logon ko lootne wali gang busted by Malad Police station 2 arrested 1 farar
Malad ke ek Tobacco products ke wholesale Dealer ko Khud ko Anti Corruption ka officer batakar dara dhamka kar Rs 1 lakh ki demand karne wali gang ke 3 logon main se 2 ko Malad police ne arrest kiya 1 abhi Farar hai
Arrested
1. Udaykumar Parekh (40yrs)
2. Mahesh Soni (43yrs)
Farar
1. Shahnawaz Khan
Malad Police station main mamla darj
WEAR MASK ???? ???E
Related