Saturday, November 21, 2026
All NewsBreaking NewsMumbaiPolitical Galli

HM Amit Shah Bhi Nahi Suljha Paaye Maharashtra Me Maha Yuti Ke Loksabha Seat Sharing Ka Mamla

HM Amit Shah Bhi Nahi Suljha Paaye Maharashtra Me Maha Yuti Ke Loksabha Seat Sharing Ka Mamla

[ads]

Union Home Minister Amit Shah 2 days Maharashtra daura par aaye they beeti raat Maha Yuti ke leaders ke saath meeting bhi hui


Aisa mana jaa raha tha ke Maharashtra me chal rahe Maha Yuti ka Loksabha seat sharing ka mamla Amit Shah ke aane par solve hojayega aur aaj ya kal me BJP ki 2nd List release hojayegi

Lekin aisa mana jaa raha hai ke abhi bhi Maha Yuti me Loksabha seat sharing ko lekar gutthi suljhi nahi hai

Khabron ke anusar Mumbai me BJP ko 6 ke se 5 seat ladna hai aur CM Eknath Shinde iss baat par agree nahi hai

Related Posts

1 of 19,802