Mahila Reservation ke khilaf file ki gayi petition ko Supreme court ne kharij kiya
Contents
Mahila Reservation ke khilaf file ki gayi petition ko Supreme court ne kharij kiya33 Percent Mahila Reservation ke antargat Loksabha, Rajyasabha Vidhansabha me total seats me se 33 percent hoti hain, iss tarah yeh rule Scheduled Castes and Scheduled Tribes ki reservation of seats ke liye bhi lagoo hota haiIss rule ke kisi point ko chunauti dete hue Supreme court me Petition file ki gayi thi jiski sunwai na karne ke liye court ne yachika kharij kardiyaIss ke sath hi mahila reservation ko lekar aur ek yachika file ki gyai thi jisme iss mamle ko lekar high cout me jaane ya koi dusra upay dhoondne ki mang ki gyai thi jise bhi court ne reject kardiya
33 Percent Mahila Reservation ke antargat Loksabha, Rajyasabha Vidhansabha me total seats me se 33 percent hoti hain, iss tarah yeh rule Scheduled Castes and Scheduled Tribes ki reservation of seats ke liye bhi lagoo hota hai
View this post on Instagram
Iss rule ke kisi point ko chunauti dete hue Supreme court me Petition file ki gayi thi jiski sunwai na karne ke liye court ne yachika kharij kardiya
Iss ke sath hi mahila reservation ko lekar aur ek yachika file ki gyai thi jisme iss mamle ko lekar high cout me jaane ya koi dusra upay dhoondne ki mang ki gyai thi jise bhi court ne reject kardiya