Sunday, November 1, 2026

BREAKING

All NewsBreaking NewsMumbai

Mausam Ka Haal – Badal Chaya Rahega Mumbai Aur Thane Ke Kuch Areas Me Rimjhim Barsat Hone Ki Sambhavna  

Mausam Ka Haal – Badal Chaya Rahega Mumbai Aur Thane Ke Kuch Areas Me Rimjhim Barsat Hone Ki Sambhavna  

Tez Garmi aur badhte hue temprature se pareshan Mumbaikars ko aaj aur kal halki phulki rahat milne ki sambhavna hai

GALLINEWS SHORTS PRESS LINK 

 

View this post on Instagram

 

A post shared by Galli News India | Mumbai News (@gallinews_com)

Indian Meteorological Department (IMD) ne bataya ke aaj aur kal Mumbai aur Thane ke kuch areas me halki phulki baarish hone ki smabhavna hai aur tez hawanon bijli ki chamak ke sath badal bhi chaye rahnege

IMD ke mutabiq West side samundra se zameen ki taraf aane wali hawaon ka asar hoga ke shaam ke waqt aaj aur kal Mumbai aur Thane ke kuch areas me barish hone ki sambhavna hai

 

Related Posts

1 of 19,404