Saturday, November 21, 2026

BREAKING

All NewsBreaking NewsMumbai

Mira-Bhayandar Mein 24 Ghante Ka Water Cut, 4 June Se MIDC Water Supply Rahegi Band

Mira-Bhayandar Mein 24 Ghante Ka Water Cut, 4 June Se MIDC Water Supply Rahegi Band

Mira-Bhayandar ke residents ko 4 June se 5 June tak 24 ghante ke water cut ka saamna karna padega. Mira-Bhayandar Municipal Corporation (MBMC) ne ghoshna ki hai ki 4 June ko dopahar 12 baje se 5 June ko dopahar 12 baje tak MIDC ki water supply poori tarah band rahegi.

Related Posts

1 of 19,736