All NewsBreaking NewsMumbai
MVA Aur Raj Thackeray Ki Meeting Chal Rahi Hai YB Chavan Centre Pe – Voter List Scam Expose Se Pehle, 1 November Ko Joint Protest!

MVA Aur Raj Thackeray Ki Meeting Chal Rahi Hai YB Chavan Centre Pe – Voter List Scam Expose Se Pehle, 1 November Ko Joint Protest!
View this post on Instagram
Maha Vikas Aghadi (MVA) ke leaders aur Maharashtra Navnirman Sena (MNS) ke chief Raj Thackeray ki meeting aaj (30 October 2025) YB Chavan Centre mein chal rahi hai.
yeh baithak aage ke events discuss karne ke liye hai, khas kar MNS rally jahaan Raj Thackeray Mumbai ke voter lists mein ‘bade anomalies’ ko expose karenge
Yeh meeting 1 November ko Election Commission (EC) ke khilaaf joint MVA-MNS protest march se pehle ho rahi hai, jismein voter list mein 96 lakh fake names hatane ki maang hogi



