Nawab Mallik ne apne Counsel, Adv Mubin Solkar ke zariye Enquiry commission ke samakhs ek jawab dakhil kiya aur Sachin Waze ki arzi ka oppose kiya.
Jawab me kaha gaya ki raajneta ne kabhi bhi jaanch Ayog se sambandhit koee bayaan nahi diya aur is tarah aur aise presumptions highly misleading hai
Nawab Malik aaj Chandiwal Commision ke saamne hazir hue,
Advocate Mubin Solkar ke arguments ke baad Waze ki Arzi kharij ki gayi aur Nawab Malik ke khilaf nikali gayi notice Ayog ne discharge kar di
Chandiwal Commision Ex Minister Anil Deshmukh ke khilaf brastachar ke aaroopo ki jaanch kar rahi hai







