Saturday, October 31, 2026
All NewsBreaking NewsMumbai

Rickshaw Gira 20 Feet Gehre Drain Me 1 Parivar Ke 3 Logon Ki Death Hui 4 Injured Hue At Bhiwandi

Rickshaw Gira 20 Feet Gehre Drain Me 1 Parivar Ke 3 Logon Ki Death Hui 4 Injured Hue At Bhiwandi

Thane Mumbai Nashik highway Bhiwandi ke Bhoomi world ke pass se guzar rahe tez raftar Autorickshaw ka brake fail hogaya aur Autorickshaw 20 ft gehre drain water me jaa gira

GALLINEWS SHORTS PRESS LINK 

 

View this post on Instagram

 

A post shared by Galli News India | Mumbai News (@gallinews_com)

Kongaon Police ne bataya ke Titwala ke rehne wale 34 yrs old Rakesh Chavan urf Tony Autorickshaw driver apne parivar ko Mumbai ke Juhu Chowpaty ghumakar apne ghar laut raha tha tabhi yeh accident hua

Iss haadse me Tony ki wife Munni Devi Chavan (32yrs), sister-in-law Radha Gorakh Chavan (33yrs) aur beti Anshika (2) ki spot par hi death hogayi

Iss haadse me Tony aur unke bacche Ravi Chavan (11yrs), Anjali Chavan (9yrs) aur Ankita Chavan (7yrs) ko serious injuries hui jinhe hospital le jaya gaya

Related Posts

1 of 19,386