All NewsBreaking NewsMumbai

Suraj Par Jaane Ke Liye ISRO Ka Aditya-L1 Hai tyaar Countdown Hua Shuru 2 Sep Subha 11.50 Baje Hoga Launch

Suraj Par Jaane Ke Liye ISRO Ka Aditya-L1 Hai tyaar Countdown Hua Shuru 2 Sep Subha 11.50 Baje Hoga Launch

Indian Space Research Organisation (ISRO) me pichle month Lunar Mission ko safalta purvak pura karte hue Chand par Chandrayan bheja jo ab tak barabar perform kar raha hai aur jaankari bhej raha hai

GALLINEWS SHORTS PRESS LINJK

Advertisement

 

View this post on Instagram

 

A post shared by Galli News India | Mumbai News (@gallinews_com)

Advertisement

Lunar Mission ki safalta ke baad ISRO ab Solar Mission ki safalta ki taraf badhte hua dikhayi de raha hai

Kal 2 September ki subha 11.50 baje Solar Mission ke liye Andhra Pardesh ke Sriharikota se Aditya-L1 launch kiya jayega jiska count down shuru ho chuka hai

Suraj ke pass jaa raha Aditya-L1 space craft apni manzil ke pass exact radius par lagbhag 125 dino me pohanchega

Chand par pohanchne ki safalta ke baad ab Bharat Suraj ke sabse qareeb apna spacecraft bhejne wala desh bhi ban jayega

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker