All NewsBreaking NewsMumbaiPolitical Galli

Swachhata Abhiyan Ke Tehat Maharashtra Cities Me 14,552 Jagah Safai Bhiyan Kiya Gaya Jisme Governor, CM, DCM Bhi Shamil Hue, 1 Oct

Swachhata Abhiyan Ke Tehat Maharashtra Cities Me 14,552 Jagah Safai Bhiyan Kiya Gaya Jisme Governor, CM, DCM Bhi Shamil Hue, 1 Oct

Rashtriya Pita Mahatama Gandhi ki birth anniversary ke mauqe par 1 October ko Poore desh me Swachhata Abhiyan chalaya gaya tha jisme deshwaaiyon ko 1 ghanta sharamdaan karne ki appeal ki gayi thi

GALLINEWS SHORTS PRESS LINK 

Advertisement

 

View this post on Instagram

 

A post shared by Galli News India | Mumbai News (@gallinews_com)

Advertisement

 

Iss Swachhata Abhiyan ke tehat poore desh me 9 lakh 20 hazar jagaha par safai abhyan ka programe rakha gaya tha

Maharashtra ki baat karen toh CM Eknath Shinde ne bataya ke state me sirf cities me hi 14,552 jagha safai abhyan ka programe rakha gaya tha jisme lagbhag 16 lakh 30 hazar log shamil hue they aur kareeb 2 hazar tonnes kachra jama kiya gaya

Aur Gaaon ki baat karen toh 58,247 jagaha safai abhyan rakha gaya tha

Iss Swachhata Abhiyan me
Governor of Maharashtra Ramesh Bais aur CM Eknath Shinde ne Girgaon Chowpatty me sath hi DCM Devendra Fadnavis, Ajit Pawar aur Assembly Speaker Rahul Narvekar bhi iss abhiyan ka hissa bane

 

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker