Bhokamp aaya Iran me 6 logon ki death 20 se zyada injured Bhookamp ka asar UAE Pakistan sahit 8 Countries ne dikha
Ek Minute mai Puri Khabar ke liye Gallinews Short Video Press Link
Iran me aaye iss bhookamp ka asar UAE ke sath Bahrain, Saudi Arabia, Oman, Pakistan, Qatar aur Afghanistan me bhi mehsoos hua
Iran ke alawa Filhal kisi bhi Countries me kisi bhi tarah ke jaani wa Maali nuqsaan ki koi khabar nahi hai