KP Gosavi ko 8 days ki Police custody sunaya court ne Cheating case main at O Pune
Aryan Khan Cruise case main Witness KP Gosavi par 2018 main Pune ke faraskhana police station main naukri dilane ke naam par Cheating Fraud karne ka mamla darj kiya gaya tha 2019 main chargesheet file ki gayi thi jiske baad se woh farar tha
Pune police ne thursday ko KP Gosavi ko arrest kar court main pesh kiya jise court ne 8 days ki police custody sunaya
Pune police ne bataya KIiran Gosavi urf KP Gosavi pichle 10 din se Sachin Patil ke naam se Lucknow Jabalpur Telangana Hydrabad Fatehpur Jalgaon Mumbai Panvel Lonavla main reh raha tha
KP Gosavi par Palghar main bhi Cheating Fraud ka mamla darj hai
Download Galli News | Har Galli Ki Khabar – Andriod Application from Play Store
–
–







