Ladki ne Sir par Lagaya Superglue, Ek Mahine se Baal se nahi nikla glue
Tessica Brown From Louisiana United States ne Hairspray ki jagah Apne baal par lagaya Gorilla Super glue
Ab Tessica ne Apne baal ki video Social Media par Share ki hai jaha 1 mahine se uske baal poori tareeke se (freeze) ho gaye hai
Ab woh Hospital mai apna Treatment Karwaakar Apne baal ko sahi karne ki koshish kar rahi hai
Related